Originally posted by: Kinginthenorth9
Chingu dont listen to haters dekho Asif ka kitna dabdaba hai poore ghar mein captain gullu aur mahi the mahaan ke via Arishfa ke ilaawa sirf wohi safe hua 😂
Kitna bara mastermind hai ke scout ko apne bhai chaarey mein laake easily bacha liya apne aap ko issey kehte hain gamer 😂
But u just need to be strong for the wkv jab meanie sallu uski game phir kharaab karne aayega but dont worry he's a fighter he ain't backing down woh apni game chalata rahay ga chahey jitna bhi izzat ka falooda hojae uska 😂🤣
Zakhmo pe burnol lagana tha na .. yahan toh expired chaat masala daal rahe ho mere zakhmo pe
Chinga ka Asif har hafte pela jaega.
. Jab wo hoga tab SM pe toofan aa jayega from asif's fan


And asif face then changes too 

🤣🤣😂
1.4k