Originally posted by: graphicd96
Anupam Tulsi ko dekhne aaya tha 😂 phir Chala gaya usko pata laga ki uske bacche ab virani mansion Shanti Niketan me nhi hai 😂 isiliye on the way Jamshedpur me hai waha usko pata chala uske bete angad ki band bajne wali hai kyunki wo gayab ho gaya tha to socha sath sath uski bhi na baj jaye ki wo kyu gayab tha 😂
I want Noina to try Anupam too😜 on his arrival at Jamshedpur 😜😂
71