Originally posted by: EkPaheli
American schools ka pata nahi aur wahaan toh log itne liberal hai ki unka dimag bhi unke kaan mein se gir gaya hai, tabhi toh ladke ko ladki aur ladki ko ladka banna rahe hai ab!
Rio agar bolta uske 10 baap aur 20 maa hai toh bhi America mein kaunsa faraq padna hai!
Hahahah....so true!
Pride month is so different here in Canada....insaan hi confuse hojye k samny kaun hai đ
and today vaishnavi knows it the real face of parth 

and they are partner in crime a biggest twist kuch bhi ho sakta hai yaha it's not surprise now đ¤
Isliye Parth ke through karwaaya
Dono alag universe hai kya



71