Originally posted by: BombayChic
dekh kisiko tu yaad nahi hai. Kam post karti thi kya? Hum log minority wale the aur sabse almost jhagda kare hai. Damn.
Haan kam post ki hongi shayad. Yeh pehli baar counter post daalne ki koshish Kari aur aise phans gayi 🤣🤣







291