Tanya-pls mera aab premium saree ka collection bhejho aab last days hai 
Episode Discussion
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread 30th Sep 2026
🏏West Indies tour of India 2026: 2nd ODI - on 30/09/26 @2:00 PM IST🏏
🏏Asian Games 2026: 2nd Semi-Final: India vs Sri Lanka on 01/10/26🏏
🏏Pakistan vs Bangladesh, 1st Semi-Final, Asian Games 2026🏏
Tanya-pls mera aab premium saree ka collection bhejho aab last days hai 
Farhana khudka kaam nahi hota hain and Ashnoor iski naukar thodi hain joh order de rahi hain. Himmat hain nahi to talk like this to Bajaj.
Chee Chee phirse subah hote hi sweatshirt pehen liya 
Yeh kunika kiski dhajiya udane ki baat kaar rahe hai
Abhishek ki ya gaurav ki 
Ashnoor 
Finally on point, Bajaj ke bina on point.
Kunnu-Malti lete hai gaurav uski paav ki paas bethe hai yee kya hi raha hai akansha 
Tanya-bhabhi yeh kya ho raha hai
Originally posted by: Cookermaichane
Yeh kunika kiski dhajiya udane ki baat kaar rahe hai
Abhishek ki ya gaurav ki
Gaurav ka character assassination kar rahi hain.
Ranisa farhana ko aloo Gobi ko parathe khane hai
Tanya 
Farahna-Abhishek
Kya aap aaur ahsnoor aloo gobi ki parathe bana do
Abhishek -subah subah joke maat kaar 