2009 mein suru hua tha. Aur waha par bhi ek Rituraj tha.
Wo bhi male lead (Naitik) ka cousin tha. Uska rishta Akshara ke liye pehle aya tha, lekin Rituraj ne Akshara ko reject kar diya tha. Uske baad Naitik ka marriage proposal aya uske liye. Aur Naitik ko Akshara pasand aa gayi.
ohh haan i remember maine kuchh time pehle dobara dekha tha tab usne bhi akshara naitik ki band baja di thi
1.7k