Originally posted by: NINALOGY
DDT main Vivian ki ghalatiyon py aisy parda daalty hain jesy ek maa apny bachy ki ghalatiyon py daalti đ«Łđđ€Ł
Shilpa kare toh đĄ, kaisi aurat hai isse har jagah bane rakh na hai. Vivian - strategy yo! He's so smart, alliance bane rakh na hai.
Koi kuch na bole ya kare toh Muftkhor. Bina kuch kiye padha hai. Vivian kare toh omg patience, decent, gentleman đ.
.....woh insecure hota hai toh bhadakta hai. Bhai tu gadha hai. Usko baar baar bola jaa rha ki bhadak.
??

