Abhimnayu ke naam se he baki ke milte jhulte naam iss show mai aye the. Abhimanyu ka Abhi woh first and origin of baki ke names since the day 1 of the season. Baki sab ko toh usi ke naam se milta jhulta naam diya gaya.Originally posted by: chaipaani
Haan woh pta chalega na k Ruhi ki mummy uske papa ko kaise udaya Mother Dearest ne 🤣🤣
Ab baat ya toh nikalegi hi nahi ya nikalegi toh door talak jaayegi 😂😂
#ManyuManyuManyuManyu
Abhimanyu ka “Abhi” uttaran mai diya gaya hai kisi ko so ab woh manyu bann gaya 


15