Ab train banao ya musical chair khelo sab acha hai …. At least apna fun kartay hain and dusray group ki jaan bhi jalti hai
Ye kv rajat is etc Jo bhi hai 2nd group main bina baat k shakal bani rehti hai…. Negativity k elawa kuch nahi raha in k paas
DV and Kashish ko sahi bajani chahiye….. ghar main 1 week hua hai and industry main shayed hi 1 yr…. Kis baat ka ghamand hai…. Aisa kya achieve kar liya hai.
0