Maine Jo suna aake bata diya 
There are chances but ruhi kar kya sakti hain I told yesterday day also
Diya bhujana
Mahandi girana ya asid Milana
Lehanga jalana 
Shadi ke madap jo todna
Sr main armaan ko neend ki dawai Dena 
Abhira ko harm karegi to expose hone ke chances hain
Shubh asubh to idhar kisi bhi cheez ko Lake start ho sakte hain
She is already married use ab abhi umeed hain na to armaan ki shadi ho gayi to yehi bolegi main bhi rohit ki wife hoon armaan abhira ka pati phir bhi woh mera to ho hi sakta hain umeed hain 
Edited by mithilalovesksg - 11 months ago
1.5k