Originally posted by: LP5YRRFSL6NZEZY7
When it is clearly shown that it was accidental then to usko hum usko accidental hi bolenge
Waise bedroom mein Maan hiug kare to Chale ga kya
Anupama ko kabhi bhi baa se shikayat nahi inspite of lot of abuse may be anupama ki nazar baa sub kbhuch karti hai baddua taana, sub khuch karti hai but baa planning plotting nahi karti jub baa,la gussa shan't ho jaata to baa anupama ki chinta karne lagti hai
Aisa anupama ki nazar mein hai
But meri nazar mein baa ek chameleon hi hai
Anupama ko baa se nahi shikayat nahi rahi yeh to hum log ko rahi baa se shikayat
12