Isha aur arun ka kafi bekaar sa tha 
Katrina's hair is hairing!!
Episode dtd 1.6
Ucha Lamba Kad Forever Song - Welcome To The Jungle
Veteran Singer Suman Kalyanpur Dies in Mumbai( Lets Remember her
Official Trailer - Cocktail 2 - Shahid Kriti Rashmika
Isha aur arun ka kafi bekaar sa tha 
Mannara munna ka shayad kal hi dikhayega bb
Sirf Abhishek ka hi thoda acha tha abhitak toh.......vicky is good in humour usually, uski script kaafi weak thi....ankita agar selfish hoke khud ko roast karne ko mana nahi karti toh shayad vicky ki script thodi lambi ho jaati.
Agar fans bad gayi to kya karengi bb
Kitna plan kiya bb ne task ko Isha aur Ayesha ko nikaalne ke liye
Originally posted by: Chingaari
Abhishek qayamat dhaa raha hai gulabi hont aur gulabi pant mein ooper se transparent shirt ...aur kya chaahiye iss bhayankar sard mausam mein jeene ke liye
Thanks to this comment, Abhishek ka chances of winning are zero now 

Stay away from Manaara and Bikky betaji 
Isha bina script k achha roast kar leti hai jhagdo Mai.. Yeh wala toh sab se worst tha ..Originally posted by: Chingaari
Isha aur arun ka kafi bekaar sa tha

Originally posted by: Chingaari
Mannara munna ka shayad kal hi dikhayega bb
BB can see alone n leave alone poor viewers BB 