Okay shuru ho gaya 40+ bacci ki fake rona dhona.
Kuch saal aur saath mein rahe toh vicky ko saas lene ki permission bhi ankita se leni padegi. Ho sakta hain ki ankita mana bhi kar de.
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 21st Sept 2026
Rhiti’s Jealousy
Happy Birthday 🎊🎊 Kareena Kapoor 🎊🎊🎊
🏏India tour of Japan 2026: One off T20I in Kanto on 22/09/2026🏏
🏏India Women vs Sri Lanka Women, Final, Women's Asian Games 2026🏏
Okay shuru ho gaya 40+ bacci ki fake rona dhona.
Kuch saal aur saath mein rahe toh vicky ko saas lene ki permission bhi ankita se leni padegi. Ho sakta hain ki ankita mana bhi kar de.
Ab mannara se insecurity khatam, Isha ki wajah se chaalu kya manku ki?
Munawar ko Manku k paas Ja k manane ka Mann ho Raha hai ab
Poor Isha 
Chintu bhi gaya anku ne bhi alag hibtoxic masala daal diya
Ankita ko kuch to hua hai. Why is she behaving like this yaar??
Abhishek aur munna ke samne, vicky really was ashamed... Bas aise haath hila ke nikal gaya...
Why is Ankita shouting?
Originally posted by: Chingaari
Bohat frustrated aur toxic hai...darr sa lagta hai iske liye...ye kuch kar na jaaye depression mein aake
Uska partner jaurur Kar lega kisi din kuch. Woh apne aap ko kuch nahi karne Wali.
Are Viki sahab to muh par hi Hans rahe they , peeth peeche kahan hasa ankita
Abb kiya Vicky ne?