Originally posted by: NINALOGY
Wesy munna sharp player hota na toh vicky ko banata, game hi palat jati, ankita jaal bhun kaati 🤣😂🤣
Mazaa aata yaar, Ankita ka phir se rona dhona shuru ho jaata tu mere liye nahin hain, tu mujhe samajh ta hee nahin hain.