Yeh dono pakane aaye hai Matlab ab Ayesha ka faint hona aur Sallu ka Ghar k andar aana ab kal hi aayega.. 31st Ko bhi Yeh drama dekhna padega 
MELTING BACK 11.3
BLAME GAMES 10.3
New Promo -Tulsi return to Shantiniketan
New entries and forum updates
Pearl V Puri to enter Kyonki
Anupamaa 10 Mar 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Varun Dhawan To Take Break From Acting
Bharat Bhhagya Viddhaata - Kangana Ranaut
Anupamaa 11 Mar 2026 Written Update & Daily Discussions Thread - Page
Random News #2
Yeh dono pakane aaye hai Matlab ab Ayesha ka faint hona aur Sallu ka Ghar k andar aana ab kal hi aayega.. 31st Ko bhi Yeh drama dekhna padega 
sallu ka mood nahi hai ab kaam karne ka. ghar ki footage dikhata hai weekend pe bhi bas
Arbaaz sohail
-tu kya chaar sim wala phone nahi dhoona sakta kya 

Thats so cheap of these two unemployed brothers. Tumhare sim ne tumhe pehchaana nahi ewww
Samarth waise dusri sim. Nahi hai... Tesri chauthi etc sim hai 😊.
I don’t believe this 😒 …photo dikhayo mujheOriginally posted by: MaiLukkhaHoon
Mannara is looking very nice tonight.

started a lil late so i'm catching up. mannara comment kar rahi hai k munawar ki choice kaisi hai life mein (about ayesha). isha keh rahi hai yeh munawar ki mummy lagti hai, munnu us k samne bacha lagta hai
Isha WKV mein sirf badi badi aankhein banati hai and bada sa mu faadti hai.
Ayesha bhabhi ka muuh phuul gaya 
Chintu Manaara ne Ayehsa ko adrakh bol k jo belly dance kiya tha yeh Arbaaz ne Bata diya.. Munnu kafi gusse mai dikh raha tha woh dekh k..