Yeh achanak group discussion kyun chaalu ho gaya?
SHOCKING! Aplha collects only 5cr in 2nd weekend.
Dhamaal 4 emerges a HIT
🎵S. Janaki: One Voice that Reflected in a Thousand Melodious Emotions
Yeh achanak group discussion kyun chaalu ho gaya?
Waah yaar!! Yeh hai aaj ka WKW!!
Ek dum "Blockbuster" 🤧🤮
Abhishek-munnu
tu sirf uski saath betha rehta hai
Hamare saath tooh beeth
Yeeh bhi possessive hai munnu ko lekaar 
Originally posted by: MaiLukkhaHoon
Aisa lag raha hai live dekh rahi hoon.
Imam season wala live toh itna mazedaar hota tha...24*7 dekh ke bhi kam lagta tha
BB ajeebo ka ghar ban chuka hai.
ek taraf Christmas main log khush hone main lage hue hai aur idhar yeh bansuriwale depressed karne main lage hue hai. Christmas tree pe bithwao creative team ko. $%#*.Originally posted by: Chingaari
Abhishek bhi ro raha hai
Munna bhi ro raha hai
Mannara ro chuki
Ye hai humara wkw
Aisa lag raha hai..jaise ki upcoming Naagin season ki audition chal rahi hai! 🤢
Salman ne bilkul hi chod diya hai kaam.....chod do in episodes ko wkw bolna.....
Originally posted by: Chingaari
Abhishek bhi ro raha hai
Munna bhi ro raha hai
Mannara ro chuki
Ye hai humara wkw
Kaise rotlu hai log seekho Isha malviya se kuch 
such a strong girl only cries in seclusion
.
Bahut yarana hai bhai! Kitna hugging ho Gaya kitchen mein. Bas karo ab. Sab khote sikke