What....chapri khna chah raha tha Isha wanted to play as Priyanka.....kaha se bhai....kis aankh se dekhta h ye...khud to copy kr raha h...dusro ko bolta h
Jennifer Winget is Getting married 🎉🎉🎉
🏏India tour of England, 2026: England vs India, 2nd ODI, Cardiff,🏏
Whose Marriage will happen first in show?
First Look - Haiwaan - Akshay Kumar Saif Ali Khan
15 years of Zindagi na Milegi Dobara.
Ramayna trailers certification
What....chapri khna chah raha tha Isha wanted to play as Priyanka.....kaha se bhai....kis aankh se dekhta h ye...khud to copy kr raha h...dusro ko bolta h
He supported Neil against Arun in yesterday's task.
Sallu ne Manaara Ko wapas thoda Suna diya- Yeh spoilt child wala act bohot ho Gaya..
Sallu- Munawar, Yeh Aap ki responsibility nahi hai..Yeh khud game Khel Rahi hai..
Manaara aaj wapas royegi ek baar
Why mannara has to always shout in conversations......Awaaz uchi kar ke attitude mein bolne se koi sahi nahi ho jaata 
Anku baja iss munnu munni ki
Expectations wale log abhi bhi hai kya? Bahar welcome drink rakha hai aap logonke liye. 
Yeeh bin collection wala aaya nahi aaj lekaar jaooo bhai isko 

Originally posted by: TrickyMind
Sally ne Manaara Ko wapas thoda Suna diya- Yeh spoilt child wala act bohot ho Gaya..
Sallu- Munawar, Yeh Aap ki responsibility nahi hai..Yeh khud game Khel Rahi hai..
Manaara aaj wapas royegi ek baar
Ye pure 2 month me kis ek din nhi roi h.....he din roti h ye
Originally posted by: TrickyMind
Sally ne Manaara Ko wapas thoda Suna diya- Yeh spoilt child wala act bohot ho Gaya..
Sallu- Munawar, Yeh Aap ki responsibility nahi hai..Yeh khud game Khel Rahi hai..
Manaara aaj wapas royegi ek baar
Ab jhootey aansu aur ghar jana rant jhelna parega hamesha ki tarah
Woh pehle ke season mein caller of the week aata tha. Woh iss baar nahi hai kya?
Mein toh takle BB ka sar phodtaa.