Ek diamond na milne se ye haal h ab to papers bhi chori ho gaye ab kya hoga angad ka πππ..
Waah kya dhulai karwayi Aaj angad ki Garry ne ..ππππ€£π€£
Garry ko papers mil gaye ...or brar khandaan k tootne ka waqt aa gaya tod to Garry sabko sabak sikhao ..πππ
Seerat ka kangan wahan p gir gaya to seerat k pakdey jaaney k chances h ...kisi se bhi bachle but sahiba se nahi bach paayegi
Sahiba ne Garry k shoes to dekh hi liye h to shoes se kabhi na kabhi to pehchan hogi hi abhi nahi but baad mein future episode mein zarur hogi .....
But jab papers ka pata chalega tab angad ka kya hoga ππππ€£π€£
Braro ka kya hoga
Kam se kam ye umeed to laga saktye h ki angad ek baar apna locker check karle Ghar jaake ya vo bhi baad mein karega ππ
Angad sunny sood k peechey bhaga rahye h vo sunny sood jo exist hi nahi karta ππππangad sunny sood k peechey bhagtye raho sunny sood mein engage raho wahan p Garry apna kaam mein successful hota jaa raha h πππππ€£π€£
Ek baar bhi anagd ne sunny sood se judey logo ko investigation karwana zaruri nahi samjha ki ye h kon inki reality kya h ????
jo bhi sunny sood bolke milta gaya un sabki agar jaanch karwa leta kisi se to shayd kuch clue mil jaatye itna nahi phasta 
But nahi unko investigate karwane ki jagah unki haan mein haan milakar khud hi sunny sood ban gaya
Khair agar inti akal hoti ismein to aaj ye halat hoti hi nahi Garry ko pata tha ki anagd k baski kuch nahi angad khud apne aap ko barbaad kar lega to Garry ne karwa diya angad ki bewakoofi ka faayda uthwakar 
Upar se angad ki dhulai bhi karwa di vo aadmi to angad ki jaan le leta agar sahiab nahi aati to