Sath mai Chingu ko bhi bhej dena toh kuch kaand ho sakta hai.. Warna mai bhi Neil jaisi "barf" hu 😂😂
Kya lagta hain Tricks ko bandh karde BB house mein wannabe Manjulika ke saath for about half a day?
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 28th Sept 2026
Bigg Boss 20- Daily Discussion Thread - 29th September 2026
Neetu and RK -birthday wishes 😊
Happy Birthday Ranbir Kapoor 🎊
🏏India vs Afghanistan, 2nd Quarter-Final, Asian Games 2026🏏
Sath mai Chingu ko bhi bhej dena toh kuch kaand ho sakta hai.. Warna mai bhi Neil jaisi "barf" hu 😂😂
Kya lagta hain Tricks ko bandh karde BB house mein wannabe Manjulika ke saath for about half a day?
Originally posted by: NINALOGY
Cooker iss bar bhot gif material hai
Ek thread bann sakhti hai gifs py
Awesome idea. Ek AT khol do Bubuu Bachi ka , usme dalo sare gifs
I am now getting why Aish used to get hate for ghum. Snob.
Bb17 audition round for naagin 
Isko angry mode main dekh ke Manjulika khud darr jaaye.
Kya lagta hain Tricks ko bandh karde BB house mein wannabe Manjulika ke saath for about half a day?

Yeh AT toh super hit hogi 
Originally posted by: I_M_SultaN
par yeh dono darhis violence kar sakte ha
Tabhi bola k if they don't resort to violence. Wo Badshah lookalike is dragging Bhayanak down. Khud bed pe pada rehta hai aur faltu pranks suggest karta hai.
Solo Bhayanak would play better as he'll have to interact with the others.
Originally posted by: TrickyMind
Sath mai Chingu ko bhi bhej dena toh kuch kaand ho sakta hai.. Warna mai bhi Neil jaisi "barf" hu 😂😂
Arrein but Chingu toh already ghar mein hain. Kyun Mannu madam? 
Samjh nhi ataa bubbu py haansein yan ussey humdardi karein