Originally posted by: hellodona
Puri Brar family boli ki Yash help nahi karega, ab ussne ki help toh insaan grateful bhi na ho.
Seerat di ne bol diya pehli baar Angad ko azaad dekh rahe hai hum instead of aakhiri baar
writer gaanjey ki nashey mein likhta h sab isliye gadbad to ho hi jaati h likhtey waqt😁😁😁😂😂😂
I think Yash is upto something not for rumi aisa lagta h ki rumi iska apna beta nahi h ho sakta h saalo pehle isne Natasha se uski property k liye shadi Kari ho or rumi ko bhi ye baat na pata ho ki Yash uska asli baap nahi h vo naraz rehta tha kyunki Yash ne kabhi rumi ulta uski maa ki parwaah nahi Kari
Agar aisa hua to Yash ka raasta to saaf hi ho gaya hoga kyunki rumi mental asylum ya jail mein hoga or saari property ko Yash sambhalega ...
Or aisa karke Yash braro ki nazron mein acha aadmi bhi ban jaayega
Jab puri baweja family villain h to Yash to sabka baap h vo kaise peechey reh sakta h 🤣🤣😂😂
Next track shayd yehi hoga Jasleen ko dkehkar laga vo wapas Yash k paas jarur jaane ki koshish karegi
But sahiba ye rishta tudwa degi she is spy bahu vo jaan jaayegi uske irade sahi nahi h
Jo nafrat ki bata puri family milkar kar rahi h bebe boli aaj tak hum nahi bhuley to aush bhi nahi bhula hoga
So pakka ye story kya thi kya hua tha ye khulasa to karengey makers or Yash inse badla lene ko aaya h for sure
What about Garry nd Kiara isne kabhi poocha nahi iske bachey akise h to nafrat to solid hogi bohot
Aisa isliye bola kyunki akele Jeth bahbhi ka track nahi chalta is angle k sath sath sahiba k task bhi chaltye rehtey h to Jeth bahbhi k parallel mein sahiab ka task bhi to milega usko 😂😂🤣🤣so vo yehi hoga Yash Jasleen ki past story or Yash ne angad ko kyun bachaya or vo kya karega
Or anagd ne bola jab vo rumi k ghar gaya to usko ais koi saboot nahi mila jissey ye pata chalega ki aysh rumi ka baap h kyunki sabhi picture rumi or uski maa ki lagi hui thi to ye batao ki yash ki koi picture kyun nahi thi ?? Matlab Yash kuch to karne k chakkar mein h usko braro se saalo pehel ka badla Lena hoga ya phir kuch or hoga angad ko bacahke Yash unki good books mein a agaya ye dikha raha h he is changed but baap to Garry ka h badlega kaise 😏😏😏😂😂😂
Edited by Anu_02 - 2 years ago