Originally posted by: Dhruvvtaraa34
tapakte hue bhi kaam kharab kar ke gaya hai good for nothing aadmi
Bhaisaab 

🏏ICC Men's T20 W C 2026: Group A, M 27: India vs Pak at Colombo🏏
MAIRAS TRAUMA 15.2
The Great Gen3 Rant
CULPRIT VIDYA 16.2
Do Makers Hate Abhira?
🏏ICC Men's T20 W C 2026: Group B, M 30: AUS vs SL at Pallekele🏏
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: M 26: USA vs NAM at Chennai🏏
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: M25: WI vs NEP at Mumbai🏏
🏏India Women tour of Australia 2026: 1st T20I in Sydney🏏
🏏ICC Men's T20 WC 2026: Group C, M 29: ENG vs ITA at Kolkata 🏏
🏏ICC Men's T20 W C 2026: Group D, M 28: AFG vs UAE at Delhi🏏
✧ Yeh Rishta Kya Kehlata Hai || Episode Discussion Thread #2 ✧
Originally posted by: Dhruvvtaraa34
tapakte hue bhi kaam kharab kar ke gaya hai good for nothing aadmi
Bhaisaab 

kisi ek din ? Guys Dr. Sahab ko underestimate kar rahe ho. Har doosre din loose hua hoga Dr. Sahab ka control
Broo Yr
Wht you guyz are on
Ek din ki baat hoti to Dhruv still bacha hua hai ye guarenteed tha but ek saal me kisi ek to Dr babu ka control loose hua hi hoga
pehle kaunsa jyada control thaa aur ab legal aur rightful ho Gaya 
kismat kharab ho gyi bechaari ki
Tu tension mt le koi na koi to aa hi jaayega humari Anu k lie perfect banda
maine bhi yahi bol just abhiOriginally posted by: Minhasmansi92
Tu ek saal ke baat karti? Hai Mai tujhe bol rahi hu 2 din me iska control gayab ho geya hoga

wo toh banda Dr. Hai toh usko pata hai kya karna hai bachaav ke liye. Bachaav ke upkaran Sab handy rakha hoga Dr. ne.Originally posted by: Dhruvvtaraa34
maine bhi yahi bol just abhi
wo toh banda Dr. Hai toh usko pata hai kya karna hai bachaav ke liye. Bachaav ke upkaran Sab handy rakha hoga Dr. ne.
Haan mene dekha 
. Dr hai saab pata hai usko kya Karna hai aur kya nhi. Yeh koi risk lene valo me se nhi hai 

suraksha hati, durghatna ghatiOriginally posted by: Minhasmansi92
Haan mene dekha
. Dr hai saab pata hai usko kya Karna hai aur kya nhi. Yeh koi risk lene valo me se nhi hai
hopefully Dr. ne hopefully Sambhog bina suraksha ke nahi kiya ho warna iss baar surprise milne waala hai. Baaki ek saal tak kuch nahi kiya ye mein nahi maanti. 
Originally posted by: Minhasmansi92
Haan mene dekha
. Dr hai saab pata hai usko kya Karna hai aur kya nhi. Yeh koi risk lene valo me se nhi hai







Originally posted by: Dhruvvtaraa34
suraksha hati, durghatna ghati
hopefully Dr. ne hopefully Sambhog bina suraksha ke nahi kiya ho warna iss baar surprise milne waala hai. Baaki ek saal tak kuch nahi kiya ye mein nahi maanti.



hamao Lalla mein control na hai. Beh gaya hoga bhawnao mein


Originally posted by: Dhruvvtaraa34
hamao Lalla mein control na hai. Beh gaya hoga bhawnao mein

