BB ko Mannara - Munawar ko ShaTina banana hai..
🏏IPL 2026: LSG vs RCB, 50th M, Lucknow on 07/05/2026 @7:30PM IST🏏
🏏IPL 2026: DC vs KKR, 51st Match, at Delhi🏏
COUNSELING 7.5
Violence Against Women: A Crisis Society Can No Longer Ignore.
THROWN FROM FIRM 8.5
Kidney Touching Stories
BB ko Mannara - Munawar ko ShaTina banana hai..
Originally posted by: Chingaari
Munnawar doodhwala kyun bana hua hai
auur jigna dudhwale baane thee subah mai 
Originally posted by: trouble_006
Ye Munawwar ki shayri wala drama last tak khichega na nalla BB?
Bore karega like Siddhu Ji's one liners
Usse lagta he woh aajka galib he 💀
Originally posted by: Cookermaichane
Aree Bb murmura ki ship chalana chaah raha hai kyuki neil aaur aish kuch kaar nahi rahe
Yeh ship Toh pakki samjho
Originally posted by: Chingaari
Munnawar doodhwala kyun bana hua hai
Assam walo ka kuch traditional gear hai.
Humari side toh waise gamcha/towel kehte hain 
Murmura in the making!!! Awwwww.....
BB bhi Munra shipper hai
Manara dukh ka potla lekaar munnu ki paas 
I love this logic of every nominated contestant: Main strong hu isliye sab nominate karte hain.
Behen maybe tum annoying ho isliye sab nominate karte hain? Socho thoda
Mannara kitni bholi hai rey ! Haaye bas ye bholapan dekhne ko aankhein taras gayi thiin