Originally posted by: Chinmayi18
Hamari yad hi nahi aa rahi hai dono ko ye kaisi sisters mil gayi hame
Hume yaad nahi aayi 😲. Achcha to batiye , aap ko yaad karne aur DK ko roast krne ke alawa aur kya hi kaam h humare paas😝😂
"No b**bs and waist shots please" Janhvi's chats leaked amid Peddi row
Seems like Varun's days as a solo hero are gone!
Once again Tripti Dimri is such a fab actor !
Pathaan was superb
Hai Jawani Toh Ishq Hona Hai struggles at the box office
Anti Indian sentiment and chinese involvement
Originally posted by: Chinmayi18
Hamari yad hi nahi aa rahi hai dono ko ye kaisi sisters mil gayi hame
Hume yaad nahi aayi 😲. Achcha to batiye , aap ko yaad karne aur DK ko roast krne ke alawa aur kya hi kaam h humare paas😝😂
Ab DD se juda hua hai to hum se vii koi to connection hoga naa
Bss apna maan , DD k lie , Dil pr mt le
Mai nahi leti dil will pe 
But DK aur royals ko apna man lu impossible
Originally posted by: Tia-life
Haww
. Chinu Di aur aap to mere aur mansi di ke pichhe lag gaye 😑.Aur humara bhi same reason h , ham time par aate h bus aap dono hi jaldi aa gaye h


Loo aa gyi
Haa , aa gayi . Ab bus mansi di ka intezaar h .
Mansi di, kiththe reh gayi ?
Originally posted by: Chinmayi18
Mai nahi leti dil will pe
But DK aur royals ko apna man lu impossible

Ab DD se juda hua hai to hum se vii koi to connection hoga naa
Bss apna maan , DD k lie , Dil pr mt le
Aur nahi to kya ,Jiju ke paagal na hue , sasural walo se aapka bhi to naata h .
Originally posted by: Tia-life
Hume yaad nahi aayi 😲. Achcha to batiye , aap ko yaad karne aur DK ko roast krne ke alawa aur kya hi kaam h humare paas😝😂
tu to DK ko apni bol rahi thi roast kab kiya use tune 
Chl ab kuch naya soch kr laa , meri line churaa mt
Kuchh nahi sujh raha , abhi isi se kaam chalao, kal kuchh naya soch kar aaungi 😝
Originally posted by: Tia-life
Haww
. Chinu Di aur aap to mere aur mansi di ke pichhe lag gaye 😑.Aur humara bhi same reason h , ham time par aate h bus aap dono hi jaldi aa gaye h
Kaise pade pichhe Mansi di hi hai kaha yaha par 
Jannat bhi nahi aa rahi hai kab se gayab hai
Chinnu DD k lie , bsss
No means no 