Originally posted by: Utkarsha999
Aaj Tara ne bohot rudely behave kiya Dhruv ke sath not fair 👎🏼
Ye kaisa nyay hai jaha aaropi ko apni side rakhne ka ek chance bhi na diya jaye Tara ne aaj exactly wahi kiya jo 25 years pehle king ne kiya tha Ravi ke sath😡
Andha kaaoon🤔Urfff So called Rajdharm🤪hai inka , mann me jo aaya bss wohi rajdharm k naam pr krna hai , baaki duniya kahi bhi jaaye😡