Dhruv - maine bina soche samjhe gusse me kitna kuch keh diya Dhruv to kaise bhul sakta hai sari duniya galat ho sakti hai par Tara ki niyat nahi!!
Muze Tara se sorry bolna hi padega ...par pehle uski family se mafi mangta hu un becharo ko bhi gusse me kitna suna diya tha maine š
Jo koi bhi Dr Dhruv ka character likh raha hai I just hate him/herš”
Sirf ek letter read karke is ladke ka sara gussa melt ho gaya ise doubt kyu nahi aaya ki ye letter recently likhkar send kiya hoga to ?
Itna bhi innocent aur understanding mat dikhao Dhruv ko door open nahi ho raha tha to window se kudkar gaya room me king ko bachane aur fas gaya khud hiš
Edited by Chinmayi18 - 2 years ago