Originally posted by: Chinmayi18
D to queen - aap log galti bolkar bach nahi sakte
Tara - meri family se is tone me bat mat karo.
Ye Insan baat karne layak hi nahin haišš¼
D - apni family ki galti accept karne ki jagah tum muze chhup mat karo .
Itna sa bhi guilt nahin hai ise ki iski family ki vajah se kya hua hai š”
Bro -sis duo king ko defend kar rahe hai seriously š” innocent logo ko punishment dena nyaypranali hai bol rahe hai
Dhruv - kya khak nyaypranali hai ye šš¼
Seriously use nyaay pranali ke chakkar Mein unki man bhi 25 sal Tak dur thi , unke to baap the do chalo maaf kar bhi diya lekin Ravi Baba ka kya fault tha , kyon Dhruv maaf kare unhenš¤¬
According to Dhruv Royal family members = Sher ki khal me chhupe bhediye š
Are bhediye bhi akal man to hote Hain , yah to sher ki khal Mein selfish gadhe Hainš¤¢
Tara Dhruv ko blame kar rahi hai samrat par trust karne ke liye š aur khud sach kyu nahi bataya sahi kshan ki pratiksha kar rahi thi ye madam
Dhruv - ye sahi kshan kya hota hai??
Sahi ki Pratiksha, hatt Abhi Na Mujhe Mad man se jyada Tara per gussa a raha hai mai na use swaha kar dungiš”
Epi end hote hote Dhruv ka gussa kam ho gaya low tone me bola aap sab bahar chale jaye muze baba ki treatment karni hai... Tara tum bhi .
Ismein akal nahin hai ki samne Wale Ko iski jarurat hai ki nahin ,gusse Mein bola Ek Shabd To Chali gai.
Aur Tara immediately chali bhi gayi šthen Dhruv - Tara stethoscope do... do na jaldi.. Mud ke dekha to koi nahi tha š
Poor Dhruv feeling sad for him , yaar pata nahin kaisi selfish ladki se pyar kar Gayaš
Tara ke behavior se clearly pata chal gaya aaj woh 1% guilty nahi hai šš¼use lagta hi nahi ki uske papa ne kuch bhi wrong kiya hai š¤¢
Now I don't have 1% hope on Tara , Agar is sab raite ke bad bhi usse Apne Papa Mein Kuchh fault nahin dikhta, use jara sa bhi guilt nahi hai then just go to hellš”š”š”