Originally posted by: Fearless_Lover
agay pata chalega 🤣wait and watch ..
Pata nhi woh Astra kiske pas hai?
Mujhe PariMaa par doubt hai🤣ya dadi bhi ho sakte hai, koi new creature bana denge unko bhi🤣
Ajeeb story hai.. tap baalka ne kiya, astra bhi use mila fir gaayab ho gya, ashwath ko asi astra mila fir uska murder hua jo ki baalka ka hi plan tha 🤣
Aakhir kyun 🤣
1.1k