Originally posted by: television.fan
exactly same thoughts.. like I was like ruk jao 5 min araam se Sur Shiv ko dekhne do! Warna toh baar baar bas aagey peeche kar rahe the! Unko nahi patah kya ki no one cares about the Kaalik! Baar baar Ranak aur Cafe dikhake pura scene ka aisa taisa kar diya!!! Director ko kaam se nikalo bhai!!
I totally agree bahut kharap editing tha. Acha khasa romantic scenes ka satyanash kardiya. 🥺