Jise samjha tha guroor apna
kyun tod gayi woh yeh dil mera,
Jiske bin jeena nahi tha mujhe manzoor
Phir kyun ho gayi woh mujhse itni dur,
Kiya tha jisse har hadd bhulkar pyaar
Kyun thukra woh yun mera aitbaar,
Meri wafa ko bewafai dekar,
Chali gayi woh yun mujhe Todkar!!
Beautiful ❤️
Murtu 😭😭
742