itni cheap harkat krke gyi h mariyam ki sasu maa firbi Meerab or Mariyam ko aqal ni aari😡
Ye bhagna h to bhage...bs Meerab ko na involve kre...ek kaam ni hota Mariyam se...
Ab parso k episode m to bhag jani chahie🙄🙄or kitna wait krna hoga is kaand k lie.
Btw.. Meerab ki aqal pai questioning is allowed kiya? ya Murtasim ki aqal pai bhi sawal uthaya jaa sakta hai?
742