Originally posted by: Ayu_12
https://youtu.be/9LNAcRNKDSo
Full segment, check the starting , I guess he was genuinely feeding her 𤪠thank God he didn't uses free ka khana, he is saying jab mai khila raha hoon toh khau ... Behen khaa le š¤£
sbs segment mein anchor Aditi bolti h starting mein ki angad ne utha liya h sahiba ko apni bahon mein ...but vo scene nahi dikahay
So ho sakta h ki jab sahiba behosh ho jaaye to angad usko uthake le jaaye andarš³
Haan ye scene Bengali waaley se acha tha warna Bengali wala bohot bekaar tha ..
Yahan to angad apne hatho se khila Raha hota h but sahiba hi mana karti h nd anagd bolta h main apne hathon se khila Raha to kha kyun nahi rahi khaoš¤£