Originally posted by: Mai.NePyarKiya
gauti aur tinzi ke rumors arhe ha couples ke
arey gauti bhai har jaga katwaana ha tmhe 🤣
Yeh gauti pagal hai kya sha ko dekh ky kuch lesson nhi mila isko, woh toh shalu tha shana bach ky nikal giya, warna tina vamp sy kaam thodi na hai.