Hmm… main maan toh jaun ek baar ko - but kal phir Pari prem ke chakkar mein mukkar gaye toh? 🤓
Daayu - kya khayal hain? Bol kya verdict sunao iss case mein?
Kal Kya, abhi, aaj, kuch pal mein hi, Pari Prem ka zanda laherau ga. 😆 😆 Yeah zabaan dekar, dhoka dena, cheat karna aur besharam se khushiya manana Nimrit ne hi sikhaya hai. 😆 😆 🤣
Humko toh sachai ki muraat Priyanka ❤️ 😆pasand hai.🥳😆