Bhabima is continuing to sell dosas and idlis, Just then Criminal comes in her Not so Stylish car ( wish it was Tesla 😔there will be less air pollution, but she came in Katara gas guzzler😆)
Criminal asks the driver to stop, “ arrey ruk ruk ruk, aage mat jaan, asli film toh yahsn chal rahi hai, dekh ke jaayenge, excuse Madam ye disa kitne ka hai”
Criminal starts taunting Dhara
Dhara says, “ 25 rupaiyya ka ek plate Madam”
Criminal says, “sirf 25 rupaiyya? Arrey itna ghatiya dosa banati ho kya? Arrey isski keemat sunke grahakon ko isski quality ka andaaza toh ho hi jaayegaa, pet me dard na ho”
Bhabima says, “waise aapki judgment ki zaroorat nahi hai Madam khaana hai toh bata dijiye ek plate laga deti hoon warna mohalle se bahar nikalne ka raasta uss taraf”
Criminal gets down from the Katara, “aise kaise jaayein abb itni dhoor aaye toh dosa khaa ke hi jaayenge naa waise bhi hum jaise Ameeeeeer log tum jaise gareeeeeb log kinudhar nahi karenge toh aur kaun karegaa, ek plate dosa bana dho”
Bhabima says, “ aayiye naa Madam, baitiye” asks Criminal to sit on the front porch but she goes back and sits in the car.
Bhabima gets FB of
Criminal removing the name board of PS
Criminal announcing the sale of PS
Criminal getting Bhabima arrested
Criminal’s confrontation with Bhabima at the Police Station
FB over
While thinking of all those kaands Bhabima was simultaneously giving death stare to Criminal😆
Criminal losing her patience, “ aur kitna time lagegaa aaj milegaa ya kal aaoon”
Bhabima says, “ sabr ka phal meeta hota hai Madam” hands her a plate of dosa, says , “specially aapke liye Dhara special”
Criminal starts eating and starts to cough immediately, “ arrey itni mirchi waali chutney kyun banayi hai nariyal ki jagah mirch daal diya hai uss mei”
Bhabima says, “shayad aapke zubaan yaad aagaya hai Madam”
Criminal gets out of the car and throws the chutney on Bhabima and says, “apne customer ko kaise treat kiya jaata hai nahi aata hai tumhe, rakho apna dosa, ye lo dose ke paise aur tip bhi” and keeps the money, subah subah mood kharaab kar diya”
Bhabima goes over to her and pulls her by hand and takes the money that Criminal kept on the table, and starts counting and says, “50 rupaiyya kahan hai madam,” and pulls more money out of Criminal’s purse, “ 100 rupaiyya, 25 rupiayya ka dosa waste kiya uska and 75 rupaiyya ye jo mere kapde kharaab kiye naa, saboob bate ki, wause paison ka hissab aapse better kaun jaan sakta hai, phir zaroor aayegaa”’
Bhabima goes back to her stall.
Criminal is livid and now and says, “arrey itna kuch hogaya phir bhi teri akad nahi gayi naa, lekin koi baat nahi kuch dhin aur ye akad apne aap nikal jaayegi, aur haan abb jab mein itnindhoor aayi gayi hoon toh bata deti hoon, meri dukaan ke liye mujhe karidaar mil chukka hail
Bhabima gets shocked and drops a pot in the floor abd starts hyperventilating
Criminal comes to her and says, “ dho dhin, sirf dho dhin mei dukaan bechke yahan se chali jaaoongi, aur tumhe iss dukkan ke liye badayo ho, chalthi hoon” snaps her finger at Bhabima
Criminal mocks Bhabima, “ 25 ka dosa, 25 ka dosa arrey bhai apne risk mei khaayiye bahut mirchi hai , pata nahi kal kya hoga kisne jaana, waise ek free ka advice dena chahthi hoon woh kya hai naa iss stall ke saat ek aur stall lagalo, pani puri, chaat, pakode, arrey 500 rupaiyya extra aayengevtoh accha hai na gharwaalon ke liye, aur haan apne gharwaalon ko batana na bhoolna meri kush khabari ke baare mei ki mein apni dukaan bechne waali hoon”
Asks the driver to leave.