Originally posted by: Chingaari
Mujhe toh Stan ki maa badiya lagiin...maa ho toh aisi
Archana ne shuru kiya kachre se aaya ...toh kya mera beta chup raheinga kya 🤣😈
Ukhaar lo jo ukhaar sako attitude
promo me Archana ka bhai bechara to kuchh bol hi nahi pa raha archana iske bare me jitna fekti hai mujhe laga tha ye sabka mor banayega