Originally posted by: TrickyMind
BB sha ko troll kar raha hai Sha BB ko
Bb- Shaleen kya kahan tha aap ne?
sha- Comedy kare kya?
bb- Kash aap ko samaj aata kaun sa emotions kab dikhana hai.. toh buzzer ku zaryrat hi na padti 😂
Bb- shayad aap k ghar ki bijli aa jaye..
Sha- mai toh Puri season andhere mai hi ghum raha hu iss ghar mai 😂
🤣
Clip dekhni padegi ye wali 😆