Originally posted by: saniya9919
Kya bashing huyi hain aaj Archana ki Sallu se. Bahot badhiya.👏 Garam paani pheka, curse kiya, logo ki families pe gayi, sab kuch gaya tel lenay. What was important ? Ki aap English medium mein padhi ho ya /hindi medium mein?
Iss se accha toh gharwalon ne ganda paani daalkar Archana ki bahot beizzati ki. Well deserved. Lekin yeh kabhi apni galati maanegi nahin.
Sabar karo Archana Sallu ko bhi bhari padegi
Saamp & Doodh pilaney wali story all over again