Originally posted by: mix_of_emotions
Hopefully this is last day Ankit name is used by hosts and guests ho Gaya bhai wo Gaya ghar mein jo hai unki bat karo bhai
Apka first BB toh nhi haina, yahan gautam jisko araam sy nikaal diya uska naam abhi taak liya jata hai, Ankit ki eviction toh most cashed and popular one hai, finale taak lein gaye uska naam.