HP is a strange father.
Beti ki chinta nahi Samaaj ki chinta hai. Beti jail gayi toh theek thaak raha kuch nahi hua heart 💜 ko. Theek se beat karta rahaa
lekin Beti ne pyaar kiya toh Heart attack aa gaya.Ya he wanted vimla to be dev ki diwaani
Yaar lagta hai ki jaldi hi maan jana hai isne



