National Film Awards Announced - Yami Gautam Kartik Aryan
Ramayana - Trailer Launch Pratham Sankalp
🏏India tour of England, 2026: Eng vs India, 3rd ODI, Lord's, London🏏
Kickoff Legends: FIFA World Cup 2026 Finale (July 19 p1)
Originally posted by: Cookermaichane
Shiv-yeeh tooh mera sapna hai 6 saal se yeeh saab mai dewaar paar likhta thaa π€
Kyu yaad nahi rehta kya
Dewaar paar Kyu likhta thaa π€
6 saal se nalla hai kya π€£
disclaimer bhi nahi chalate ye log ke iss rap ko sun na aapki neend ke liye hanikarak ho sakta haiOriginally posted by: NINALOGY
Rap sy pehly mujhe achi neend arahi thi, thinking of taking nap, par ab udd gayi sari neend π₯Ί
Kaun hai new captain bhai any idea π³and pri kya khunas me anki ko bol rahi hai aaja maidan me
I sometimes feel Ankit is BB π€£
πππ
Yeh toh BB ko bhi achy sy janta hai π
The couples who might be real, potential to be a couple . Bb is trying to break them
Shalin Tina jo sar se paanv tak fake hai unko chipka ke rakhna chahta haiπ.
Originally posted by: Jayjaya79
Spoiler toh aa gaya hoga kaun bana captian.
Kuch toh satta palat ho! Mazaa aayega!
Ankit is captain π
Originally posted by: IAdoreYou
disclaimer bhi nahi chalate ye log ke iss rap ko sun na aapki neend ke liye hanikarak ho sakta hai
Kaano main dard alag hota hai π