Originally posted by: Chingaari
Sajju - raddi bhar ki aukaat nahi hai iski ..raddi ka saman zyada achcha hai..Bb isey empower kar raha hai..maine kuch ghalat nahi kiya
Ankit in xtra cool voice - kick sapne ghalat kiya
Sajjo - 00
Ankit- ❤️
Kya meethi meethi beizaati kardeta hai Anki 😳