Shaloo itna cute hai tina ko chorh ke MC se ladne beth gaya ....idhar tina bhi apna pain bhool gayi🤣
Anupamaa 13 Aug 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Awarapan 2 has a fantastic start ..Batwara 1947 Dull..
Bai Tujha Aashirwaad Thread 1
From Mozart to Taylor Swift: A Journey Through Western Music
Shaloo itna cute hai tina ko chorh ke MC se ladne beth gaya ....idhar tina bhi apna pain bhool gayi🤣
shiv chomu shaleen ko bol raha hai ke haath toh laga ke dikha😆
archana iska gala daba ke isko zillat ke ladoo khilwa ke wapis bhi aagayyi😆
Originally posted by: Jayjaya79
Gautam pooch raha hain yahan Kahan hain khada???🤣
Ha Yaar paar khada kaha hota hai floor paar 🤔🤣
Tina doing so much fake drama for attention usme kya kya ho gaya🤣
Stan ko Tina se itna lagav kab se ho gaya? 😲
Tina ko overacting 😂
Shaleen stan dono ko Tina ko help karni hai 😂
Stan bhi obsessed hone laga hai Tina k liye.. gussa ho gaya shaleen pe - mai bhi dost hai mai bhi pair thik kar sakta hai na
Aur kitne zilat ke laddoo baki hai Sumbul ke. Bechara Shalin avinayein dhul gaya Sumbul ke papa se, Asli culprit toh unki khudi beti hai.
do din se gazab pelrhe ha sajjo ko 🤣Originally posted by: TrickyMind
Archana bed pe baithe baithe sajjo ki tareef kar rahi hai 😂😂
Yeh Aaya kyu budhape mai BB.. yeh jawano ka show hai budho ka nahi.. bp le k aaya hai
Shaloo to Mc -- aadhi haddi🤣
Wesy Abdu kahin eliminate toh nhi hogiya 🤔
Nazar hi nhi ataa