Am I to understand ke MC - Sandy yaan Gautam - Sandy ko dekh ke tujhe ulti nahi aati? Blessings mil gaye tere kya inn potential couples ko? 😆
Arey mujhe kya pata tha ke do din mein yahan teen aur Koople ban jaayen gey. Do din mein kisko pyaar hota hai be. Kaun log hein yeh yaar.