Originally posted by: beanstalk04
ha 🤣🤣🤣🤣 vah donon bolane jaate Hain Ki hamen divorce Nahin lena hai maan maan mein sochta hi rah jata hai aur itne mein divorce ho jata hai🤣🤣🤣🤣.
Unka first divorce ke one week ke baad donon bhag kar Mandir mein shaadi karne Wale hote hain per nayara nahin aati kyunki usko brain clot ho jata hai🤣🤣🤣🤣
Yeh acha hai..
Divorce ke liye kitna wait karna padta hai...
per uske baad..turant shaadi kar sakte hai 😲😊
4