Originally posted by: Devikadish
You are such a gifted poetessš, keep up with the amazing work ā¤ļø
Thanks broš¤
@bold I will try my bestš
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 06 Aug 2025 EDT
SATYAMEV JAYATE 5.8
SHIFTING BACK 6.8
The Ultimate PotterHead Challenge
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 24
Kumkum bhagya to go off air ?
Anupamaa 06 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
AI is crossing all Rekhas ft Jaya,Amitabh
What if (Fun Post)
AI reimagines Titanic with Bollywood stars
Dharma..what a downfall!!
Janaabe Aali - War 2 - Hrithik Jr NTR Dance Face Off
She Ijj Bekkkkk?
Dil Se or Kuch Kuch Hota Hai?
Rate episode 66: "Ekk Insaan Do Maut"
Originally posted by: Devikadish
You are such a gifted poetessš, keep up with the amazing work ā¤ļø
Thanks broš¤
@bold I will try my bestš
https://youtube.com/shorts/mSbiTCDacu4?feature=share
Bro iss ka edit banana please iske toh scenes bhi aa gaye haiš³
Originally posted by: Rani_Sahiba
https://youtube.com/shorts/mSbiTCDacu4?feature=share
Bro iss ka edit banana please iske toh scenes bhi aa gaye haiš³
I will make on this but abhi my phone needs foodš
Radhe Radhe Rani_Sahiba, bahut hi sundar yaar sach meinā¤ļø
Tum bahut hi acha likhti ho jaise swayam kanha ke ek ek pal ko saath mein jiya hai šš
Originally posted by: IfritAmbrose
Radhe Radhe Rani_Sahiba, bahut hi sundar yaar sach meinā¤ļø
Tum bahut hi acha likhti ho jaise swayam kanha ke ek ek pal ko saath mein jiya hai šš
I am glad that you liked itš
Thank you for such beautiful wordsš¤
Your response inspires me to right moreš
Chhaya adharm ka andhkaar tha,
Yuddh ke siway na duja upaaye tha,
Par apne bacchon ki raksha karne,
Param pita bann Shaanti doot hai aaye,
Bachane sabhi ke praanon ko duryodhan dwaare,
Iss Jagat ke paalan haar the padhaare,
Jaante the anyay hai ye pandavo ke sath,
Phir bhi maange the shyaam ne paanch graam,
Jis Duryodhan ko bachane aaye the,
Woh hi Mohan ko jaan na paaye the,
Diya tha aadesh unhe bandi grah mein daalne ko,
Sainik uske badhe the aage Kanha ko bandhne ko,
Jaan gaye the leeladhar Vivek Khoya hai duryodhan ne,
Par phir bhi usko samjhaane ko Virat roop dhara tha Mohan ne,
Dikha diya tha use iss sansar ka srijan,
Aur kaise hoga uska maran,
Par ahenkaari phir bhi na maana tha,
Janazeer le Hari ko baandhne aaya tha,
Par Baandh kaise paata unhe jinme yeh jagat samaya hai,
Dikhlaya diya sabhi ko unka jeevan kuch nahi bas Keshav ki maaya hai!!
I never wanted to update this but your response gave me some couragešš toh agar bekar bhi lage toh chappal nahi feknaš

You write so well Kusum dearš superbly done
Originally posted by: RainOfDew
Lo ho gaya I took Vedi's helpš
Hey guys i made another edit on this beautiful bhajanā¤ļø.. do watch it
Nicely done; nice pics and bhajans used
Thanks broš¤
How are you?? Itās been so long since we talkedš„ŗ