Originally posted by: Chinmayi18
Epic 🤣
Fir to Rits khushi se dance karta bolta Indu zoon ki irresponsible mom aap upar aaram se happy rahiye Mai hu yaha zoon ke liye 🤣
Zoon ko sab pack wack karke apne ghar bhi lekar jaa sakta hu main, tab tak aap apna ghar repair karlo 🤣