Originally posted by: wizardofoz2
Agar is baar bhi marriage kaand ho giya tho imlu shaadi se dhoooooooooooooooooor bhagegi 😆😆
Actually mujhe voh baba bahut pasand aayi😊 bura saaya , toofan aane wala hai , darti fatne wala hai aise koi build up nahi diya😂😂buss sathyavachan zarurat se syaada khush nahi hona chahiye😆😆
imlie ka voh dialogue kisi ne dyaan se suni. Bhakti se naachna aur maze se naachna. Imlie ki vahi maze ko yeh wala didi watt lagayenge shaayad. Ab usse bhakti bhi sirf nach gaana lagat re 🤪 aur baba ke saath masti karne ka koshish kabhi watt baba ne khudi kardi😂😂😂