Shiva is walking back to PS and remembers his words to Rishita and challenge that he will make PS better than PAGS. He also gets FB of his admission being cancelled at the coaching class and remembers one of the teachers calling him gawar.
Shiva sees his posters all around and his monologue,"aaj jo coaching class mei hua agar wahi cheez competition ke dhin hui mein gusse mei kisiko bol diya toh, kahi mujhe competition se nikaal na de, Gaumbi bhi na koi kasar nahi chodte hain choti choti baaton pe, dhindora peetne ka"
He starts tearing the posters and just then one of the guys from the mohalle says ."arrey Shiva bhai aap hi ka intezaar kar rahe te" he goes towards him and few other guys join him"
One of them gets the poster from Shiva and pastes it back on the wall. "yeh yehi rehane de"
Another one asks ."kya hua Shiva Bhai, poster kyun nikal rahe ho, acchi nahi lagi hai kya, hum toh aapko badayi dene aaye te, competition me select hokar aap hamare role model ban gaye ho"
Shiva says, "role model? aur mein?'
They say, yes, you are our role model and ask him for a selfie
One of the guys says, 'Aur Shiva bhai, aapne iss competition me hissa leke ye saabit kar diya ki kam pada likha aadmi bekaar nahi hota, aur iraade mazboot ho na toh raasta khud ba khud mil jaata hai"
Another says, "haan bhai, humne soch liya thaa ki hum bhi aapki tarah padayi karenge, aur meine tuition classes me admission le liya, aur agle saal ki competition ki tayyari meine abhi se shuru kar di"
Shiva is all smiles and pats one of them and says, "ek dum sahi kiya tu ne, aur ek salagh doon, iss duniya waalon ko naa, bardarsht nahi ki tere mere jaise log aage bade, aur baar baar hamare aukat dhikate rahenge, aur tu kada rehane aur ladne ke liye tayyar rahe, lage reh"
Shiva looks at his own poster and is thinking.