Psychiatrist ke paas ke jayenge toh woh bhi Pagal ho jayega 🤣... Anuj should buy this horny lady a honeymoon package instead 😆
Bapuji aaj kya Bhashan de rahe the mood mein aakar... aise mauke baar baar nahi aate , Anuj me tumhari chitti padh li 😉🤣
Is horny lady ko to gaazar gift kar do bus...
Sabka dhyaan Anuj pr hai aur mera man baa ko troll krne ka man kar raha hai