Aur humari Anu b kaunsa kaam h Anuj ek kadam badhata h ye 10 kadam badhati h
Bs to kaam asaan ho jayega aur b
CASE REOPEN 17.1
Chhaava Is A Divisive Film - A R Rehman
🏏New Zealand vs India : 3rd ODI: At Indore on 18/01/26 D/N🏏
KITE 🪁 FLYING 18.1
🏏WPL 2026, Match-10, UPW W vs MI W. Dr DY Patil Stadium. Navi Mumbai
🏏WPL 2026, Match-11, DC W vs RCB W, DY Patil Stadium. Navi Mumbai 🏏
Two genuinely good films from 2025 that deserved better
Why are BW actors going crazy posting 2016 posts?
Ranveer personally got Kalyani onboard for Pralay
Parvati Paul Rao- 💖 - Rajkumar Rao & Patralekha s daughter.
Aur humari Anu b kaunsa kaam h Anuj ek kadam badhata h ye 10 kadam badhati h
Bs to kaam asaan ho jayega aur b
Fir to shaam se subah tak ke saathi ke paas bhi nahi jaa sakta
abey iss bandi ka kya bharosa, maryada ki ek aur behen laaj le aayegi beech mein🤣
I’m telling you bro Anuj is taking a big risk by proposing shadi, uske baad bhi Anu ne koi natak kiya toh?
Now we can not ask Kavya to show that to Anu yaar. Thodi zyada hi kranti ho jayegi. so I am keeping my hopes on US return Anuj to make some moves and bring that "bahaar" Anu was singing about in her confession
Kavya k move keval vanraj per hi chal sakte h. Eyebrow wali for moocho wala
chutney OMG 🤣🤣 what was that, really! But now I also think that's what worked 🤣
mereko toh lagta hai Kavya ki tarah Anu ko chutney banani chahiye, pakka us chutney mein tharak peesing peesing ki hogi Kavya ne🤣
and Kavya se baat na bani toh Leelu daling hai na...Bapuji ne apni Leela se hi toh seekhi hai raasleela🤣
haan aur prenup ka pehla clause hoga,
action on demand 🤣
If she says Maryada one more time on the show, mujhe khud nahi pata main kya kar dungi 😡
maryaada se show dekhna band kar dena 😆
If she says Maryada one more time on the show, mujhe khud nahi pata main kya kar dungi 😡
Kya kr degi ye bta. Kya kr payegi kya kr sakti h kya tere haath me h ye bta 🤨
Originally posted by: ayushijindal
Aur humari Anu b kaunsa kaam h Anuj ek kadam badhata h ye 10 kadam badhati h
Bs to kaam asaan ho jayega aur b
10 kadam aage jayegi to milan kaise hoga?! long distance!!?
abey iss bandi ka kya bharosa, maryada ki ek aur behen laaj le aayegi beech mein🤣
I’m telling you bro Anuj is taking a big risk by proposing shadi, uske baad bhi Anu ne koi natak kiya toh?
phir to he will return to his old ways… apna haath Jagan nath bole atmanirbharta pe chal padega 🤣🤣
Mtlb ab pre nup b krva do in dono k beech me kuxh jyada kranti ni ho jayegi. Sare norms inko poore krne h kya 🤦♀️